Yeh Error signal na hone se aata hai. Yeh kharab mausam ya cable cannection me kisi kharabi ki vajah se ho sakta hai.Agar aapke paas yah error aata hai toh cable connection ko check kare aur apne dish antena ke aaspaas ke badthaye hataye aur channal change karke dekhe aur set top box ka power on-off karke stb restart kare. phir solution nahi mile toh custembercare me call kare.
Sollution:
Agar apke Airtel Dth signal ka issue ho aur errror code B001 aa raha hai toh:
STEP:1 cable me lage huye connector cheak kijiye ki canector sahi tarah se lage huye hai ya nahi.
STEP:2 Cannector cheack karke aap apne airtel ke remote me se OK key press kijye tv screen is tarh se opition ayega.
phir se ok Remote me se OK press kijiye jis se apki tv sreen par choice a transponer to confure ka entry point open hoga isme se SES-7 TP11-1 transponer select kijiye.
STEP:3 transponder select karne ke baad tv sreen par signal level ke graph aayenge
phir aap dish antena track kijiye apki airtel ki dishantena south east ki taraf dish track kijiya phirsignal stength aur siganal quality aa jaye toh OK key remote se press kijiye phir apki tv suru hojayegi.
ERROR CODE 2:
Agar apke airtel dth connection per error code2 ya error code 1 ka problem aa raha hai toh samaj lo ki ye problem vc card ka hai. aisa problem ho to aap pehle stb me se vc card ko nikal kar cutton se saaf kijiye aur phirgolden chip niche rahe is tarah se vc card settopbox me dalo ,phir bhi problem aaye to stb mean power se on off kar ke stb restart kare apka problem solve ho jayega.agar apka stb bahut time se disconnect yani ki bandh ho toh error code 2 aur error code 1 ka problem aa sakta hai.