Kya Apko Pata hai Ki Dish Tv Antenna Size Kya Hai? Friends Hum Dth Toh Upyoug karte hai but hume Yeah pata nahi Hota ki DTH Kaam Kaise Karta Hai. Aur Dish Antenna Size Ka kya matlab hota hai. Satellite Track ki Kafi Application Main Bhi Dish Antenna smc ka option hota hai.Toh Aajke article main apko dish tv Antenna Size Kya hai,Dish antenna Ka Naap Kaise karte hai aur Dish Antenna smc kya hai Wo Batane ki Koshish Karunga.
dish tv antenna size in india|Dish antenna smc:
Sabse Pehle toh main Bata du ki Dth main Dish Antenna ki kya jarurat hai. Friends Hume Satellite se Signal Receive hota hai. Satellite se signal Dish antenna par aate hai. Phir Waha se signal replect hokar lnb se hamare set top box main milta hai. yeah poori process se hi hum Dth Tv Channels Dekh sakte hai. Satellite Signal Receive karne ke liye Dish Antenna ki Size ka Jyaada mahatva hai. Jaha Par Satellite ka Signal Beam Jyyada hai Waha Dish Antenna Size Kam Hoti hai,aur Jaha Satellite signal beam Weak hai waha Dish antenna Size Badi hoti hai.
example DD Free dish Ka satellite Gs 15 Ka beam India main Jyaada hai isliye aap Yeah Satellite India main 45 cm to 60 Cm Dish Antenna main track kar sakte hai.Aur DD Free dish Ka satellite Beam Dubai main weak hai,toh Waha Par DD Free Dish Track Karne Ke Liye Kam se Kam 120 cm se 180 cm Size ki Dish Antenna Ka upyog karna hoga.
dish tv antenna size in india:
India main airtel dth,tatasky ,Videocon ,dish tv jaise dth service provider hai. Aur Yeah Sabhi Dth service ke satellite ka siganl beam india main jyaada hai. isliye india main Dish tv Antenna Size 60 cm Ka upyog hota hai.lagbhag India main Sabhi Dth service ki Dish Antenna size 60 cm se 70 Cm hai.
Dish antenna smc:
Satellite tracking ki Kafi application main Dish antenna smc ka option aata hai. main apko bata du ki Dish antenna smc yani ki dish antenna ki centimeter main size. dishtv antenna ki sms 60cm hai. aise sabhi dth ki dish antenna ki smc 60 se 65 cm hoti hai.
dish antenna Size Kaise calculate kaise kare?
Dish Antenna Size Calculate karne ke liye apko Dish Antenna Ho Horizantal naap na hoga. kyonki DIsh Antenna ka Scale Aada hi hota hai. Yaha par Maine Dish Ka size calculate kiya hai. friends Dish antenaa size ke hisab se Dish antenna Ka Focal Poin Fix hota hai.dish antenna ka focal point kaise pata kare ,uske uper jald hi main artcle bana dunga.
Also Read:
Conclusion:
Toh Friends Yah par main apko dish tv antenna size,dish antenna smc ka baare main deatils batayi hai.friends apko hamara yeah article pasand aaye to apne friends ki share kare,dth related koi sujav ho hame comment kate. Aisi dth ki interesting baare janane ke liye hamara facebook page like kare,hamara youtube channel subscribe kare.thanks ….