Friends Aaj Mobile aur Tv Har Logo Ki Jarurat Ban Gayi Hai. Smart phone ka Badhata Craze Dekhakar Prasad Bharti Ne Mobile user ko Best Gift Di Hai. Prasad Bharti ne Ek Aisi Android App Lunch Ki Hai Jisanse Aap Without Internet ke DVB T2 Dongle ki Madad se Apne Mobile Par DD ke Channels Free mein Dekh Sakte Hai. Toh Aaj Mein aapko Is Topic se Internet bina dth ke Channels Mobile mein Dekhane Ki Puri Details Hindi Mein Share Karunga.
Internet Bina Dth ke Channel Mobile mein kaise dekhe ?
Apko Agar Internet ke bina Apne Mobile Mein Free Channels Dekhnae Hai Toh Sabse Pehle Apka Android Mobile 4.2 Version Hona Chahiyi.aur Ek DVB T2 Dongle Bhi Mobile Mein Connect Karne Padega.
DVB T2 Dongle Kya hai?
Apko Ek DVB T2 Dongle bhi Kharida hoga. DVB T2 Dongle Ek Aiasa Dongle Hai jisase Aap Mobile Mein Conect karke Aap DD Ke Channels Apne Smart phone Mein Internet Ke Bina Dekha Sakenge. Aap Ye Dongle Online Site Site Jaise Ki Snepdeal, Flipcard,Amazone Etc Site Se Kharid Sakte Hai. Usaki Market Price Rs 3000 Ke ke Karib Hai.
Apko Apne Mobile Mein Tv-On-Go- Doordarshan India App download Karni Padegi. Yeh Android App Aap Google Play Store se download Kar Sakte hai ya Aap Yaha Se Bhi Yeh App Download Kar sakte Hai.
Tv-On-Go Doordarsahan India App download karke Install Karne Ke Baad Aap DD Ke Kuch Channels Apne Mobile Mein Internet Ke Bina Free Mein Dekh Sakte Hai.
- Aap DD National, DD News,DD Sports, DD Bharti aur DD Kishan Ye Channels Abtak Tv-On-go App mein Free mein Internet ke Bina Dekha Sakte hai. In Feuture Kabhi Channels Add ho Sakte Hai.
DD ke Free channels India ki 16 Cities Mein dekhe Ja Sakte hai.
- Delhi,
- Mumbai,
- Kolkata,
- Chennai,
- Guwahati,
- Patna,
- Ranchi,
- Lucknow,
- Jalandhar,
- Raipur,
- Indore,
- Aurangabad,
- Bhopal,
- Bangalore aur
- Ahmedabad
Most read:
- DD Free Dish me Channels/Frequency add kaise kare
-
DD Freedish Mein Signal Settig Kaise Kare Step by step Process
Extra shots:
Agar Aap ko Yeh Post Pasand Aaye Toh Apne Friend Ko Share Kijiye. Dth Ke Koi Bhi Sawaal Aap Hume Comments Kar Sakte Hai. Leatest Update Ke Liye Email Par Subcribe Kijiye Aur facebook Page Like Kijiye.