Friends Ek time tha jab hume dish antenna set karne mein Kafi Ghante Gagte the. Jyaadatar log Dish antenna Set Karne Ke liye Tv Ko Tarries (Chhat) Par Le Jate the. Tv mein dekha Kar Dish antenna Set Karte the. Uske Baad Log Sat finder se aur Digital Db Meter Se Dish Antenna Set Karne Lage. Aaj Mein Apko unique Topic Share Karne Wala Hu. Mein Apko Bataunga Ki Android Mobile Se Dish Antenna Set Kaise Kare. Ji Ha Hum Android Mobile Se Koi bhi Dish Set Kar Sakte Hai.
Android Mobile Se dish antenna Set karne Ke Liye Hume mobile mein  Android app Install Karni Padegi. Uske Liye Apke Mobile Mein Internet Connection Hona Jaruri Hai. Sathm mein Apke Mobile Mein Compass Sensor Hona Bhi jaruri Hai.
Aapko Mobile Se Dish Antenna Set Karne Ke Liye Apko iche Diye Gaye  Kuch Step follow karenge Toh Aap Mobile Se dish Antenna Set kar sakonge.
STEP:1 aap sebse Pehle Apne Mobile Mein Play store par Ja Kar Quick Sat app download Kirke Install kijiye.
STEP:2  Ab aap Quick Sat Open Kare. Usame single satellitepar click kijiye Apko Antenna SMC 40,Antenna SMC 55,Antenna SMC 65…. aise option aayenge.aap Antenna Smt 65 par click kijiye.
Step:3Â Ab apke samne app GPS Ka Option Aayega wo aap On kijiye.aapki Location automatic search hoke aa jayegi.uske Baad NEXT Button par click Kijiye.
STEP:4 Ab apke samne select satellite ka option aayega.usme apko add new satellite par click karke satellite add karna hoga.aap jo bhi dish antenna sat karni hai uska satellite apko add karna hoga aur satellite ka longitude Bhi add karna Hoga. Indian Dth ka  satellite aur Longitude post ke End Mein Aap dekh lena.
STEP:5ab appne jo satellite add kiya hai wo satellite list mei add ho gaya hoga. apko us satellite ko select karke Next Button par ckick kijiye.
STEP:6Â Â Ab Aapke Samne Precautions aisa Option aayega. agar Apke Dish Antenna Ka Stand (Mass) 90 Hona Chahiye. Aap Us Option se check Kar sakte Hai. Agar Apka Mass 90 Hai toh aap Next Button Par Click Kijiye.
STEP:7Â Ab aapke samne Calculations Assa Option Aayega. Usme Apko Elevation,Azimuth and Skew Angle Ka Scale (maap) Dikhayega. Aap sase pehle Elevation Par Click Kijiye. ab C check The Elevation par click kijiye.
STEP:8 Â Ab Aap apna mobile phone LNBF Arm Par Rakhe. Aur Dish ko Aliment (up-down) kijiye.aap dish antenna ka elevation ka scale jo bhi dikh raha wo set kijiye. jaise hi set hoga apka mobile vibration karenga.uska matlab ki apke dish ka elevation ho gaya hai.
STEP:9Â Aapne jaise elevation set kiya usi tarah aap dish antenna ka azimuth setting kijiye. azimuth setting karne ke liye apko dish antenna left-right set karni padegi. apka azimuth setting sahi hoga tab mobile vibration karenga.
STEP:10Â AAp end mein Dish antenna ka skew angle set kar de. skew angl set kaise kare wo janane ke liye aap meri niche di gayi post jarur padhe.
congratulation ! aap itana setting karonge toh apke dish antenna mein signal receive ho gaye  hoge. aap apne set top box mein signal check kijiye.
Dthtips Youtube Video:
agar apko is post ka practical dekhna chahte hai toh niche diye gaye video dekhe.
Indian Dth Satellite Information:
DTH Company | Satellite | longitude |
DD Free dish | GS-15 | 93.5° East |
Dish TV | NSS-6/SES-8 | 95.0°East |
Videocon D2H | Sat- ST 2 | 88.0°East |
Tata Sky | Sat- Insat 4A | 83.0°East |
Airtel Digital TV | SES 7 | 108.2°East |
Reliance Digital TV | Measat 3 | 91.5°East |
Sun Direct | Measat 3 | 91.5°East |
abs Free dish | abs 2 | 74.5 East |
Extra Shots:
Agar Apko Meri post achhi lagi toh apne friends Jarur share Kare. Dthtips ki latest update ke liye hame news letterbox mein subscribe kijiye. agar apko is topic raleted koi sawaal ho toh comments kijiye.