Dosto Tatasky sarvice 8 August, 2006 ke din Shuru hue thi. India me Tatasky sarvice Kafi Log pasand Karte Hai Aur Tatasky Kafi Popular Brand hai. Tatasky ne Tv Dekahne ka experiences change kar Diya hai. Agar Apke gar pe Tatasky laga hai, toh Apko Tatasky special Top 5 Features Ke Bare me jarur Janana Chahiye. Tatasky ke Feature ko Janonga toh Aapko Tv dekhna Aur tatasky ko Chalne me kafi Aasani Hogi. Ab hum Janenge Ki Tata sky Me kaun kaun se Feutures Aate hai.
Tatasky special Top 5 Features :
- Guide
- Favourites
- Reminder
- Parental Control
- Search Banner
1.Guide Feature:
Tatasky Planfrom Ki Sabhi Channels ka 4 din ka schedule Jaana ja sakta Hai. Yani ki 4 Din me kaun si Channels pe Kaun-kaun se Progamme Aane waale Hai ,wo Hum Time Aur Date Ke Sath Jaan Sakte Hai.
2.Favourites Feature:
Apki Pasand Ke 50 Channels Favourite List Me Add Kar Sakte Hai. Aapne Jo Bhi Channels Favorite List me Add kiye Hai wo Channels Tatasky ke remote Me Fav Button Dabaunge to Dikhai Denge.Apki favorite Channels Dhundh ne ki Jarurat Nahi hogi.
3.Reminder Feature:
Is Feature se Aap 4 Din Me Aane wale Favorite Programe ka Reminder Set Kar Sakte Hai. Yani Ki Reminder Feature Se aap Apne Pasand Ka Episod miss Nahi Hoga.
4.Parental Control Feature:
Agar aap chahe ki Apke Children ya Channels na Dekhe Toh aap Parental Control se Channels Lock Bhi Kar sarkte Hai. Ye Tatasky Ka unique feature Hai. Aap Jo chahe Wo Channels Lock Ya Unlock Kar Sakte Ho.
5.Search Banner Feature:
Is Feture se Aap Bina Channels Change karke Dusari Channels pe Kaun Kaun se programme cha rahe hai ,wo dekha ja sakta hai.Koi bhi programme par Aap reminder bhi Set kar sakte hai. Aap is feture se koi bhi Channels me 24 Gante me jo bhi episode Anne wale hai Uski list aur time Dekha Sakte Hai.
Most Read: